Khokar paane ka maja hi kuch aur hai, Roo-kar muskurane ka maja hi kuch aur hai, Haar to zindagi ka hissa hai mere dost, Harne ke baad jitne ka maja hi kuch aur hai.