#OpenPoetry main har pal tera santh nibhaunga tu mujhe chod kar chali jyegi tab bhi main har muskil me tere santh nazar aunga agar teri khushi kisi our ke santh hai na to tu uske snth cahli jana main to bus gamo ko apna banaunga mai har pal tera santh nibhaunga mai janta hun ki tune duriyan itni kar li hai ki ab tujhe fark nhi padta mere hone na hone se lekin meri jaan tu ye yaad rkhna tu bhi royegi main bhi tujhe ek din bahot yaad aaunga or jab tak main hn har pal tera santh nibhaunga. m@hesh... #nojoto#nojotohindi#nojotopoem#nojtoshayari