maaf karna ek gunaah kar diya tha maine tera ishq mera sabko bata diya tha maine tu thi tu hai aur sada rahegi khud se kah diya tha maine pata tha bade logon ka harkate mujhe pahle se chhota khud ko aur bana liya tha maine maaf karna ek gunaah kar diya tha maine tera ishq mera sabko bata diya tha maine pal do pal ki khushi se nazre chura liya tha maine tumhe auron ka hone se khud ko mana liya tha maine par jo bhi hu khud ko tera bana liya tha maine maaf karna ek gunaah kar diya tha maine tera ishq mera sabko bata diya tha maine jane se kyu rokun tere khwabon ko kyu torun tere hanshi ke liye khud ko pahle hi rula diya tha maine wafa khafa bewafa sb na samjhi h meri samjhdariyon se rishta hata liya tha maine maaf karna ek gunaah kar diya tha maine tera ishq mera sabko bata diya tha maine .! maaf krna ek gunaah kar diya tha maine .!