Nojoto: Largest Storytelling Platform

"Beti" mai beti hun beti ban es jag me apna pahch

"Beti"
mai beti hun beti ban es  jag me apna pahchan banati hun
han ek meethi si muskan hun mai 
han ye sach h ki maheman hun mai 

kabhi nanhi pari ban ghar me chahchahati hun
to kabhi sabki ladli ban dular sametati hun

kabhi maa ban sabka khayal rakhti hun
kabhi bahan ban pyaar jatati hun
kabhi kisi ki ardhangani ban to kabhi bahu ban
apna farj nibaati hun
kabhi apno ke khushi ke liye apne sapno ka bhi gla ghot jati hu

kyunki mai beti hun esliye har bhumika ada karti hun

Are kyun samjhte ho kamjor hume itana 
humse hi to ye jahan h , humse hi to tum ho
hum hi to h es jag ki janani ,palanhari
are jab kabhi tum jami ko hi nhi sambhal pate 
to vahi mai do parivar jami aur aasman ko sambhalti hun

han ek bat ka aur elm rahe mai yun hi kisi ke ghar paida nhi hoti
jis ghar ka pita raja hota h mai vahi hoti hun
kyunki hum pariyon ko palne ki aukat har kisi me nhi hoti
are anjaano mai bhojh nhi hun 
yun bhojh samjh kr mt mar dalo mujhe 
are mai to vo pthar hun jise tarase jane par 
heere ki chamak bhi fiki pad jaye meri parchayi ke aage

param pujay dev bhi h adhure hamare nam ke 
n radhe bina shayam , n parvati bina siv
to vahi laxmi aur site bina narayan aur ram adhure
kabhi durga ban sristi ki srijan karti , to kabhi Saraswati ban vidhya 
pradan karti to laxmi ban sansar ko chalati 
 
kabhi rani laxmi bai to kabhi rani durgavati ban dusmano se ladti
to kabhi kalpna ban antiriskh ki sair krti
to kabhi RIP ban justice ki guhar karti

han mai naari hun 
isliye har bhumika nibhati 
naari hun isliye har bar alag alag rutba dikhati hun
mai beti hun beti ban apna alag pahchan banati hun Happy Balika divas

bhavnagavel9608

Bh@Vi GaVel

New Creator

Happy Balika divas