Nojoto: Largest Storytelling Platform

Deshbhakti ki baat karte sabhi hai par deshbhakti

Deshbhakti ki baat karte sabhi hai par 
deshbhakti aj dikhane kaun ata hai.. 
chunav se phle wade hazar karte hai, 
jeetne ke baad nibhane kaun ata hai.. 
Aur rashtra dharam ko jo paiso pe taulte hai.,
unko kha bhartiya nhi jata hai..
ek bar satta jab mil jae netao ko, 
phir inke andar ka shaita nazar ata hai... #Deshbhakti #Kartavyabodh awshyak hai..