Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mehnat ki lut sabse khatarnak nhi hoti, police ki

Mehnat ki lut sabse khatarnak nhi hoti,
police ki mar sabse khatarnak nhi hoti,
gaddari aur lobh ki muthi sabse khatarnak nhi hoti ,
baithe bithaye pakre jana bura to hai ;
sahmi si chup me jakre jana bura to hai;
sabse khatarnak nhi...
Sabse khatarnak hota hai murda shanti se mar jana, tadap ka na hona,sab kuch sahan kar jana,
ghar se nikalna kam bhar,
aur kam se lautkar ghar aana,
sabse khatarnak hota hai
hamare sapno ka mar jana ,
sabse khatarnak wo ghari hoti hai,
 jo aapki kalai me chalti hui bhi aapki nazar me ruki hoti hai.

kajalkumari7919

Ankit

New Creator