Nojoto: Largest Storytelling Platform

Toh Main Kya Karu.... 🔹🔹🔹🔹🔹�

Toh Main Kya Karu....                  🔹🔹🔹🔹🔹🔹🔹🔹🔹

    Tumane agar dil ki nahi ,auro ki suni toh 
    main kya karu, main kya karu

    Tumhe agar samazana hi nahi hain toh , to samazakar
    Main kya karu main kya karu

    Mere Ishq ko unsuna  kar diya tune, to meri halat bayan kar kar
   Main kya karu, main kya karu

    Adab hi nahi hain pyar ka tumame, to tehzeeb dikhakar 
   Main kya karu, main kya karu

   Nasamaj hain ye dil tumhara, to rokar
   Main kya karu, main kya karu

    Khud ke pair hi haar gaye, to tumhare zoote saharo ka

    Main kya karu, main kya karu

    Rah to meri tum ne na  kabhi dekhi, to wapas mudkar 
    Main kya karu, main kya karu

   Diya tha sab kuchh lutakar, tumane liya hi nahi thukarakar,  to
    Main kya karu main kya karu
 
   Jindagi hi ho gayi hai band, to aise ummed se aakhe kholkar