khush to aaj bahut hui mai , pta hai kyu kyuki aaj maine wo sari nadaniya ki , jo bachpn me kiya krti thi , sadko ke kinare pr ek halki si madhur aawaj ko sunte huye duniya ke bhid se be fikr hokr bs apni dhun me chali mai, aaj wahi bachpn wali kulfi ke sath ek halki si mushkuraht ko apne chahre pr liye bs aaj mai apne dhun me mst thi ,kisi ka bhi bina parwah kiye , ek bachon ko mahsus kiya sayad isiliye khush to aaj bahut khush hu mai..🖤🖤 ek bachpn Wala ehshash...