Nojoto: Largest Storytelling Platform

अपने-पराये Is sansar me koi paraya nahi hai! apne

अपने-पराये Is sansar me koi paraya nahi hai! apne aur paraye shabd ka nirmaan ! sirf humari ummeeden karti hain! putra yadi pita ki ummeedon par khara na utre ! to pita apne putra ko hi apna nahi manta ! Abhilasha purn na hone par log Ishwar ko bhi ! na jane kya kya kah dete hain! 

Jis vastu, vyakati se swarth siddh ho! sirf use apna samjha!
Jo mere kaam nahi aaya wo mere liye  paraya hai !
(Neeraj sharma)