Nojoto: Largest Storytelling Platform

India quotes Ye bharat desh humara hai.. Jiski ra

India quotes  Ye bharat desh humara hai..
Jiski raksha ke khatir har insan ko apni jaan bhi gawara hai...
Ye bharat desh humara hai...
Jisme har dharm ke insan ko barabar datja hai milta, aisa watan ye humara hai...
Pyar se jisko humne hindustan pukara hai,
Ye bharat desh humara hai...
Jis desh ke veero ne dushmano ko haar ka swad chakhakar 'bharat mata ki jai' ka lagaya naara hai,
Wo bharat desh humara hai...
Jis desh ki mitti ko humne tilak ke roop mai lagaya hai, isliye sone ki chidiya kehakar humne ise pukara hai,
Ye bharat desh humara hai.... #NojotoQuote Jai hind....
#nojoto #nojotohjndi #republicday