bahar se khamosh hu me, par man hi man, vicharo ke dwandyud se, paresaan bhi hu me, kahna kuch or chahti hu, par kah kuch or deti hu karna kuch or hota hai par ho kuch or jata hai pta nhi kha ye dil, harpal kho saa jata hai is dil ki aawaj ko, nhi sun paa rhi me, is dil ki chahat ko, nhi samaz paa rhi me aakhir kya chahta h ye dil, or kisko chahta h ye dil isse hu abtak bekhabar kyo me jis jaal me fansa h mera dil usse ho n ski rukhsat kyo me bahar se khamosh hu me, par man hi man, vicharo ke dwandyud se, paresaan bhi hu me, kahna kuch or chahti hu, par kah kuch or deti hu karna kuch or hota hai par ho kuch or jata hai