Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kalakaar too sab hai. Har kisi mai rab hai. Rab ne

Kalakaar too sab hai.
Har kisi mai rab hai.
Rab ne humey banaya.
Apni kala ko iss dunia mai laya.
Kalakaar to sab mai chupa hai.
Par kala kabhi chupti nhi.
Ek jagah par rukti nhi.
Rab ne hume kala se nawaja.
Kalakaar ko hota pyaar apni.
Kala se sabse jyada.
Kala uski dilrooba.
Kala uska sansaar.
Dunia ke har cheej
Mai kala chupa hai.
Chahe janm se apne karam tak.
Gussa garam dharam tak. #kavishala #nojotohindi #nojoto
Kalakaar too sab hai.
Har kisi mai rab hai.
Rab ne humey banaya.
Apni kala ko iss dunia mai laya.
Kalakaar to sab mai chupa hai.
Par kala kabhi chupti nhi.
Ek jagah par rukti nhi.
Rab ne hume kala se nawaja.
Kalakaar ko hota pyaar apni.
Kala se sabse jyada.
Kala uski dilrooba.
Kala uska sansaar.
Dunia ke har cheej
Mai kala chupa hai.
Chahe janm se apne karam tak.
Gussa garam dharam tak. #kavishala #nojotohindi #nojoto