Nojoto: Largest Storytelling Platform

AZIYAT!! Pareshaan ho gaya hain hum, hukumat kay

AZIYAT!!

Pareshaan ho gaya hain hum, hukumat kay siyasat se,
Koi to rehbari kar lo, humari is aziyat se,
Ki hum tanha se lagte hain, bharay mehfil me ae hakim,
Koi to kaam bhi kar lo, hain thak haray nasihat se,

Na ghar me rotiyan pakti, sirf ek sansani si hai,
Ki kab le jayengay hum ko, ki koi hal nhi dikhta,
Thakan se choor hain ankhain, koi rasta nhi dikhta,
Khuda kay wastay hum ko, nikalo is aziyat se,

Ki tum se gar nhi hota, humain tum pass hi de do,
Ki hum aayengay khud chal kar, zara vishwas hi de do,
Tumhari baat sun sun kar, pareshan ho rahe hain sab,
Nahi karni hai Nusrat toh, saray Gulshan bayan kar do,

Phasay hain ghar se itni door, zara sa reham hi kar lo,
Bohot se marz se uljhey, zara si aas hi de do,
Ki tum ghar ko bulaogay, yahi sochey hain subh o shaam,
Ki ab to thak gaye hain hum, zara sa karam hi kar do,

Mahiney ho gaye hain ji, gharun me sab kay tension hai,
Ki kab aayengay dada ji, ye bacchey pucha karte hain,
Kisi k ghar me matam hai, koi depressed betha hai,
Koi beemar hai saheb, koi koney me rota hai,

Abhi bhi ek konay me, ajab si roshni dikhti,
Ki ghar le jayenge hum ko, abhi umeed baqi hai,
Hai Anwar iltija karta, sabhi se  ye guzarish hai,
Ki ghar le aayeye sab ko, Ladakhi jitne baqi hain..

@Anwar_Hussain AZIYAT!!

AZIYAT!! Pareshaan ho gaya hain hum, hukumat kay siyasat se, Koi to rehbari kar lo, humari is aziyat se, Ki hum tanha se lagte hain, bharay mehfil me ae hakim, Koi to kaam bhi kar lo, hain thak haray nasihat se, Na ghar me rotiyan pakti, sirf ek sansani si hai, #story #awayfromhome #StrandedInLockdown #WannaReachHome