Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jal nhi to kal nhi Nahi koi sansaar. Ye koi vastu

Jal nhi to kal nhi
Nahi koi sansaar.
Ye koi vastu nhi
Hai amuly upahaar.

Jal nhi wo janani hai.
Wo hai ma ke samaan.
Karti palne ka kaam.

Jal jeevo ka wo janmsthan.
Wahi unki suraksha
Hamesa karti unki raksha.

Jal bina nhi vigyaan
Kaam na ayye gyan.
Jal too bacha paye nhi
Kiss kaam ka gyan.

Padh likhar bhi anpad ho
Kaise bachaoge jaan.
Jal ki jarurat badh rahi 
Kimat upar chad rahi .

Jal ko hum bahatey hai
Ussey nahi bachatey hai.
Ab bhi sudhar jaao 
Jal ko bachaao.

Chala gaya too pralay ayga.
Jisse koi rok na payga. #nojotohindi #life #poetry #thinking #water #save
Jal nhi to kal nhi
Nahi koi sansaar.
Ye koi vastu nhi
Hai amuly upahaar.

Jal nhi wo janani hai.
Wo hai ma ke samaan.
Karti palne ka kaam.

Jal jeevo ka wo janmsthan.
Wahi unki suraksha
Hamesa karti unki raksha.

Jal bina nhi vigyaan
Kaam na ayye gyan.
Jal too bacha paye nhi
Kiss kaam ka gyan.

Padh likhar bhi anpad ho
Kaise bachaoge jaan.
Jal ki jarurat badh rahi 
Kimat upar chad rahi .

Jal ko hum bahatey hai
Ussey nahi bachatey hai.
Ab bhi sudhar jaao 
Jal ko bachaao.

Chala gaya too pralay ayga.
Jisse koi rok na payga. #nojotohindi #life #poetry #thinking #water #save