Kisi ko soch kar apna waqt zaya na kar
Kisi ke intzar mai yun rahien sajaya na kar
Tera hai jo muqqadar tujh tak le aayega....
.....uski yaad mai yun apni ratien zaya na kar
Or yun to dillagi mai koi burai nahi...
....bas itni si hai darkhwast ki yun har kisi se dil lagaya na kar
#Nojoto#nojotowriters#Waqt#ishq#nojotohindi#kalakaksh