ziddi thi me ,wo jhukna sikha gya...humesha roti thi me wo hasna sikha gya,is dil ko dhadkna sikha gya,aankho ko bhi alfajo se bharna sikha gya,laboo ko bhi muskurana sikha gya swarthi thi me ,wo sbse pyar krna sikh gya apne alaba khayal na tha kisi ka ,wo sbski parwah krna sikha gya khamosh si Zindagi ko gungunana sikha gya tanhaiyoo se bhi dil lagana sikha gya khud me hi rehna pasand tha mujhe,wo sbse milna sikha gya kho gya ab ,wo khi chala gya bout dur dil krta hai ki ,kabhi na loute wo aur me phele ki jese bn jau,kyu wo mujhe itna badal gya.. #NojotoQuote kon tha wo ...kyu tha wo aaya ... nojoto#love#life#aehsa