Nojoto: Largest Storytelling Platform

साहित्य Sher churana hum se seekho hum bhi sher c

साहित्य  Sher churana hum se seekho hum bhi sher churatein hai,
Unki aankhon k Kajal ko ghazalon me le aatein hai

Zulf aisi hai jaise chand pe badal aa kar baitha ho
Unki zulfo k pecho kham bhi yaani khoob satate hai

Sahil pe hum baithe baithe naam kisi ka likh dete hai 
Aur phir behti Lehro.n ko hi dil ka haal sunatein hai

Aik taraf wo baithe hai.n jo ahle jafa hai.n ahle jafa
Aur ek hum hai jo sookhe pedo se bhi yaari nibhate hai

©Adnan Shaikh #WForWriters #urdu #ghazal #Ghalib #adnanwrites

adnanshaikh7828

Adnan Shaikh

Growing Creator