Nojoto: Largest Storytelling Platform

mene mere dard ko, kuch ese sameta he jese samanda

mene mere dard ko, kuch ese sameta he
jese samandar ne khud me nadi ko sameta he
jese gagan ne kale badal ko sameta he

dard se mujhe ab kuch esi sikayat si hogai he
abb to sare zamane se hi bagawat si hogai he

ab to muskurane ki bas kosis si karte he hum
warna jine ya marne me fark hi nahi rakhte he hum Sikayat si rakhte hain hum