yaro ki dosti ne bachpan sawara... anaath ko dost keh k pukara... sath jab na tha koi ,to khada hua ban k bhai... aaey yar kya kahu rab ne kya mujhe baksh diya ...sab kuch cheen k v tujhme meri duniya likh diya.... har rishta ab ehsas jagata par tera na hona jindagi ko suna kr jata h mile khuda to bas itni gujarish ho...har janam me tu dost tu bhai ho #december