Khula bazaar ye kaisa.. Yha mzhab bhi h bikta.. Or bikta h insaan yha..or hr rbb bhi h bikta..!! Na jaane kaisi duniya hai..ab imaan ni tik ta... Mujhe hindu b dikhta h, mujhe muslmaan b dikhta hai.. Pr afsos bnda khuda ka ek ni dikhta... K bikta h insaan yha..hr rbb b h bikta !!! Hai paise se naam or shohrat.. K h aukaat paise se.. Jha ho maa baap ki ijjat,ab wo sansaar ni dikhta.. Ho apnapan ab yha p.. Wo rishta ni dikhta.. Dikhte h lutere hr trf.. Ab bchane ae wo frishta ni dikhta..!! #khulabaazaar