Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maa ki goad me nanhi kali he toh khili... kya hua.

Maa ki goad me nanhi kali he toh khili...
kya hua..aree kya hua jo jawani ke is prangadh me bazaro me mili....
Jo thi kal tak papa ki pari...aaj kyo tod liya uske pankho ko......
jo fir khud ke kaid se na ho saki bari....
maa ki goad me nanhi kali he toh khili....
kal tak jo maa ka anchal odh liya karti thi aaj kyo vo khud ka duptta bhi na sambhal saki....
maa ki goad me nanhi kali he toh khili
ab her maa apni bitya ko kaise chupaye ...ab her maa apni bitya ko kaise chupaye ladoo....bahar izzat ke darinde baithe hai....
Na sawar sakega koi teri izzat tujse sab aithe hai......

Ab toh bitya se hui darindagi sharmshar karti hai... ab toh bitya se hui darindagi sharmshar karti hai..ab toh her ladoo janam lene se darti hai...maa ki goad me nanhi kali he toh khili 
gudde guddi ke khel me sapne me shi khi mne bhi dekhi thi uthte doli teri...
kaisi yeh bayanak pidha aayi ...kaisi yeh bayanak pidha aayi inhi aankho ne dekhi uthte izzat ki aarthi teri...samay ka chakra toh uhh he chalti jayegi...lekin kyo koi ladoo ki muskaan fir se khil payegi...
us masoom ne kya bigada tha kisi ka..izzat ki trasdi  usse uthani jo padi thi...maa ki goad me nanhi kali he toh khili....

na badla tha kabhi na badla hai
izzat ki andhi na thamegi....
soch va samay ka fark hai janab...
kbhi kisi ki biwi toh kbhi kisi ki behen toh kbhi kisi ki beti banegi....

Aishwarya srivastava respect girls.....

respect girls.....