Nojoto: Largest Storytelling Platform

Udna toh sikha tha maine lekin yeh nahi socha tha

Udna toh sikha tha maine lekin yeh nahi socha tha ki ek din chot lag jayegi yeh mere pankh ghayal ho jayenge aur phir mujhe udne me takleef hogi 
par achanak mere mann me khayal ki me toh ghayal hu kuch dino baad teekh ho jaunga lekin unn pakshiyon ka kya jo pinjhre me qaid hai woh ghayal nahi hai phir bhi udd nahi sakte daana toh milta hai par use mann se khaa paate kyuki woh azaad nahi hai aur ek hu me joh azaad toh hai lekin phir bhi apni chhoti si chot par apne aap ghayal samjhta hu mujhe kyu apni chhoti si takleef dusro ki badi pareshaniyon se zyada lagti hai kyu mujhe unn qaid janwaron ka dard mehsoos nahi hota isiliye aye bhagwaan meri chhot se pehle tu unki qaid janwaron ko chhod de joh zaalimo ki qaid me hai aakhir tune hi hum sab ko banaya aur hum sab ko azaadi se rehne ka haq bhi hai toh tu meri yeh ardaas sun le aur jo bhi jaanwar jo zaalimo ki qaid me hai unhe riha karde freedom

freedom