Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jb ye Qalam guftagu karne baithti hai.. Apni Dairy

Jb ye Qalam guftagu karne baithti hai.. Apni Dairy ke sung.. 
Usme charcha aye Dost sirf tumhare hote hai.. 
Kabhi kabar to Qalam Tere baare me bta kr ro bhi padhti hai... Aur Dairy apne andr un aansuo ko sokh leti hai... YE Dairy kabhi shikayat nhi karti Qalam se.. Kabhi koi sawal nhi karti, Koi ilzaam bhi nhi lgati, Is farebi zamane ki tarah Jhuthi tasalliyaa bhi nhi deti... Bs Chup Chap Qalam ki baatein sunti jaati hai... Tujhe aye Ajnabi dost Ye kitna yaad karti hai, Tere liye kitna roj tadapti hai... Tujhse baat karne tk ko tarasti hai... Puchna tu aye Ajnabi kabhi is Dairy se, Dairy ke siwa tujhe koi duja nhi milega Qalam ke Jazbaat smjhne wala.. Aur smjhane wala.. 
Is Qalam ne kabhi Tere alawa kisi aur ke naam ki guftagu nhi ki apni Dairy se.. Kabhi kabar to uski Dairy tk hairan Reh jaati hai.. Dard Qalam ka dekh kr aksar wo ek tuk reh jaati hai.. 
Pr Dairy fr bhi chup rehti hai... Shayad Dairy Apni Qalam ko khoob smjhti hai.. Janti hai is Qalam ka bhi koi Nhi Is Dairy ke siwa... Aur Dairy ka bhi koi nhi Qalam ke siwa... Haa tum the aye Ajnabi dost is Qalam ke.. Pr Tum bhi kaha de paye sath uska.. 
Kalam ye Shikayat roj karti hai.. Apni Dairy se Tere diye zakhmo ki Shikayat  Qalam ki Guftagu Dairy sung 
#Arohiinayat #notojo

arohiinayat5607

Arohi Inayat

New Creator

Qalam ki Guftagu Dairy sung #Arohiinayat #notojo