Aasha ka svera kuch laya hai nya mere liye... Aaftab (Suraj) ke saath chlna hoga mujhe.... Jalna hoga mujhe bhi usi ke saath har din.... Aaya hai wah wqt jisme mujhe fir se sub kuch pana hai mere liye.... #Angel