Agar baat nhi karna tha to pehle msg karne ki kya jarurat thi... Agar baat nhi karna tha to pehle msg karna _kya jaruri tha_ Agar sath nhi chalna tha to Sath chale ki kasam khana _kya jaruri tha_ U to mera tumpe crush nhi tha Fir u mere samne apna julfe lehrana or mujhe tumhara diwana banana _kya jaruri tha_ Tumhe to pata chal gaya hoga mera tumpe crush hai_ To iss baat pe itna bhaw khana _kya jaruri tha_ Yaha tak to tik tha par kuch na bolkar ... Mujhe Blk kar dena _kya jaruri tha... #kya_jaruri_tha