Na hote hue bhi sath h woh adhura hi sahi par khwab h woh Jiska zikr na kiya woh ankahe alfaz h woh na hote hue bhi sath h woh pehla karar h woh bachpan wala pehla pyar h woh tuta hi sahi par aaj bhi mera khwab h woh jiske bare m sochu har ghadi esa ek yar h woh na hote hue bhi sath h woh jo kabhi na utare esa nasha h woh jise kabhi na bhula saku pehla karar pehla pyar h woh Na hote hue bhi sath woh jisme meri kashti har roz dube esa ek samandar h woh jise m har roz apni ankho k smne dekhna chahu esa ek khubsurat manzar h woh Na hote hue bhi sath h woh.... Na hote hue bhi sath h woh