#OpenPoetry Ham to mohabbat ke jaam chahte the. unhone hame Fareb ka Zahar pila diya. Mar mitna chahte the unki adaao par unhone sath chhorh kar hamara hame jeena sikha diya. Ham tasawwur karte the unki wafao ka, unhone bewafayi ka sikka chalaa diya. #Nojoto #life #Taswwur #Bewafayi #Fareb #Mohabbat