Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mne usse yaad krna chod diya.. Mne usse pyar krna

Mne usse yaad krna chod diya..
Mne usse pyar krna chod diya
Ab naam nhi ata iss juban par
 kuki mne khud ko barbad krna chod diya
ab yaad bhi aajaye uski to kuch nhi kr skta
kuki mne uss shar ko  khi dur chod diya
mohabbat ki thi bewafi nhi isliye usse bulana chod diya
pyar kiya tha matlbi nhi jo usse nibana chod diya
maar jaungi jo nhi mila vo
iss waham ko palna chod diya
ab or kya likhu iss kitab m
adha panna khol kr sala pen bhi khula hi chod diya...🙂🙂