muje nahi banna chand par ek chamkta tara jarur banna chahunga muje nahi banna suraj par ek jalta diya jarur banna chahunga muje nahi banna bijli par ek jal bhara badal jarur banna chahunga muje nahi banna gulab par ek khusbudar full jarur banna chahunga muje nahi banna dariya par ek mithasa zarna jarur banna chahunga jindgi jine ka alag hi maza uthana hai.... muje nai banna sikandar par ek azeez dost sabka jarur banna chahunga jarur banna chahunga