Nojoto: Largest Storytelling Platform

Fail hona itna bura to nahe, jitna ke ese,aas paa

Fail hona itna bura to nahe, 
jitna ke ese,aas paas ke logo 
dwara bana diya jata hai. 
Jara socho jo bacche cockroach
dekh Kar bhe darte ho,
wo kaise itne assane se
faanse laga lete hai.
Koe to hota hai, jo inke 
aatmavishwas ko, behad niche
gira deta hai,
Jo chakuu churi  se nahe par
shayad nukile shabdo se he
inpe waar karta hai.
Akhir kyu har baccha fail hone ke 
baad sirf kise ke daant se darta hai,
wo kyu nahe sochta ke 
jindge bas yahe khatam nahe 
hote,Asa bhe kya hai jo use itna kamjor 
bana deta hai,dekho jara wo koe 
apna to nahe jo use is
kadar maar deta hai.
Socho agar use koe darata 
nahe,to wo kyu darjata hai, 
kyu bewajh wo seedha maut ko gale lagata 
hai,Akhir fail hona itna bura to nahe
Jitna ke ese aas paas ke logo 
dwara bana diya jata hai.
 India Mai har saal na jane kitne cases aate hai faanse lagane ke,aaye din newspaper Mai khabare aate hai,ke 10 ve class ke chatr ne lagaye faanse,wajh maansik tanav....
Is tarah ke news kae baar dekhe ja sakte hai....
Gaur karne wale baat ye hai ke akhir asa kaise dabav banaya jata hai,ke ye bacche maut ko gale lagane ke liye majboor ho jate hai,
Ho sakta hai shayad,unhe kise apne dwara he torcher kiya jata ho,ek baccha jab fail hota hai to use ye sochna chaiye ke uske mehanat Mai kame kaha rah gaye,aur use ye positivity rakhne chaiye,ke agar wo apne class repeat Kar bhe raha hai,to us mai bura Kya hai,wo ye soche na ke wo jab class enter karega to uska revision he hoga ,Jo usne pahale padha hai ab aur acche tarike se padh payega.....aur samaj payega.....aur to aur wo us class Mai auron ke mukable sabse intelligent hoga,kyunke use pahale se sab kuch pata hoga,par shayad kuch log hote hai,jo inhe positive soachne ke bajaye, negativity ke tarf le jate hai,bacche ko ye kah Kar daraya jata hai ke aagr wo fail hogaya to apne parents ke aage kaise muh dikhayaga,
Wo baccha to ise ek chiz se tension Mai aajate hai,ke parents Kya kahenge,ho sakta hai ke use maar bhe pade......haa asa hota hai,
Hajam karna muskil hai par Jada tar bacche iss maar se darte hai.koe nahe samjta unke andar kaise tension hote hai padhai ko lekar.........aur maaf karna Mai parents ko gunahgar Bata rahe hu par bhut se jagah ye,sach hai baccho ke suicide ka Karan khud unhe ke parents hote.....
I am really sorry for that,but this is my own experience,maine dekha hai ye sab hote hue.us bacche ke andar ki tension ko bas wahe  samajh sakta hai jiske uppar betee ho, aur koe nahe.....
Khud he socho na ke koe it a kaise majbur hojayega ke Marne par aajaye.......