Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Meri jism ki ye khushboo badi nayaab h

#OpenPoetry Meri jism ki ye khushboo badi nayaab hai,
Jo tere nazron ke chhune se mehka hai.
Meri taqdeer ki lakir-e-raah bhi ab kuch badla hai;
Jo sirf tujhse hi guzarkar manzil se jaa milta hai.
Sochta hu har waqt kuch shayar-e-alfaaz zamaane ke liye bhi likhun,
Lekin mukammal kaha koi alfaaz tujhse juda hokar ab hota hai. #OpenPoetry