Nojoto: Largest Storytelling Platform

☺ aurato k bareme likhna chahati thi mai , thoda r

Dard me karrahati hu,
Par maa keheti hai isliye baat chupakar shaarm she sir niche kar deti hu.
Dard me karrahati hu ,
Par mardo ko ghar ka kam shoobha nahi deta ye sunkar saare asu pikar kaam karti hu.
Dard me karrahati hu ,
Par ladkiyo ka hamesha ka natak hai sunkar ho jati hu 
Dard me karrahati hu,
Par pariods me har jagah paidal chalkar jati hu.

Dard me karrahati hu, Par maa keheti hai isliye baat chupakar shaarm she sir niche kar deti hu. Dard me karrahati hu , Par mardo ko ghar ka kam shoobha nahi deta ye sunkar saare asu pikar kaam karti hu. Dard me karrahati hu , Par ladkiyo ka hamesha ka natak hai sunkar ho jati hu Dard me karrahati hu, Par pariods me har jagah paidal chalkar jati hu. #MyPoetry #nustaloveapla

147 Views