Nojoto: Largest Storytelling Platform

yaado k sheher tha aashiyane me doobi ranjishe sap

yaado k sheher tha
aashiyane me doobi ranjishe
sapno k Mahal tha 
aur khawaisho se bani chadar

pata nhi kyu kbhi kuddo se khelna use pasand hi nhi aaya
sochti thi duniya badalne ki
maa baap ne bhi bachpan se use beta kehna shuru kr Diya
shayad wo bhi uski Khushi k dariya naap chuke the

zindagi k saath bhi tha
aur kisi se kiye vaade bhi
sapno k Pyaar tha
aur jeene ki azaadi bhi

phir wo vaada kahi kho sa gya
glti bht badi Hui thi
zindagi Jahan kbhi saath baith muskurati thi
aaj mujhse thodi khafa thi

ise manana bht mushkil h
aakhir khel khelna chod maine sapno k saath Jo khel liya tha
aakhir khafa hona haqq h uska
aur vaade ko apne pass rakhna shayad uski Raza

soch rhi hu kyu na sapno k saath khelna chod kr
uske liye khelu 
aakhir zindagi ne jab sapna Diya h
to use khud k numaisho me kyu kho du yaado k sheher tha

annupriya2197

Annu Priya

New Creator

yaado k sheher tha aashiyane me doobi ranjishe sapno k Mahal tha aur khawaisho se bani chadar pata nhi kyu kbhi kuddo se khelna use pasand hi nhi aaya sochti thi duniya badalne ki maa baap ne bhi bachpan se use beta kehna shuru kr Diya