Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aseer hun mai uske dil me vo mujhko azad nahi kar

Aseer hun mai uske dil me 
vo mujhko azad nahi karta

Mai apne lehje ki chabiyon se 
Taale to khol sakta hun lekin

Mujhe ye dar bas sata raha hai 
Kahin vo khudpar na zulm karle

Mai usko chahta to nahi hun lekin
Mai izzat uski bohot hun karta

khuda kare ke vo apne dil se mujhe nikale
hain !
Mujhse behtar bhi is jahan mei sharifzade unhe basale

Mai jis tarah se kbhi tha tuta
vo us tarah se udas na ho

Khuda kare ki ab kisi ko mujhse 
lagaw na ho  aur pyar na ho 

kisi ke dukh ki wajah banun mai 
khudara aisa mere sath na ho

meri wajah se ho dard uspar to 
rahega bechain zindagi bhar

na maaf karpayega khud ko "Askar"
Marega "Askar"tadap tadapkar

©سيد عسكرى عباس نقوى Aseer hun mai uske dil me 
vo mujhko azad nahi karta

Mai apne lehje ki chabiyon se 
Taale to khol sakta hun lekin

Mujhe ye dar bas sata raha hai 
Kahin vo khudpar na zulm karle
Aseer hun mai uske dil me 
vo mujhko azad nahi karta

Mai apne lehje ki chabiyon se 
Taale to khol sakta hun lekin

Mujhe ye dar bas sata raha hai 
Kahin vo khudpar na zulm karle

Mai usko chahta to nahi hun lekin
Mai izzat uski bohot hun karta

khuda kare ke vo apne dil se mujhe nikale
hain !
Mujhse behtar bhi is jahan mei sharifzade unhe basale

Mai jis tarah se kbhi tha tuta
vo us tarah se udas na ho

Khuda kare ki ab kisi ko mujhse 
lagaw na ho  aur pyar na ho 

kisi ke dukh ki wajah banun mai 
khudara aisa mere sath na ho

meri wajah se ho dard uspar to 
rahega bechain zindagi bhar

na maaf karpayega khud ko "Askar"
Marega "Askar"tadap tadapkar

©سيد عسكرى عباس نقوى Aseer hun mai uske dil me 
vo mujhko azad nahi karta

Mai apne lehje ki chabiyon se 
Taale to khol sakta hun lekin

Mujhe ye dar bas sata raha hai 
Kahin vo khudpar na zulm karle