गुलाब wo pyaar ke ijhar ka gulaab wo pehli takraar ka gulab ek gulab jo pyaar ki nishani hai ek gulab jo baya karti apni kahani hai wo pehli mulakat wala gulab wo apno ke saath wala gulab kitabo ke panno mai chhip jata hai gulab har pankhuri se ek kahani yaad dilata hai gulab ye gulab hai kuch khas #gulab #pyaar #yaad #phool #apnapan #pankhuri #kahani #nojotohindi #hindi