Vakif hai ham unki aadto se yaar Nashe ka kya hai nasha to ham dono hi kar lete hai Fark itna hai woh nasha a dhuye ka krte hai or ham nasha unki yado ka karte hai Woh ganja fukte hai kisiki yado ko bhulane ke liye or ham hai ki bina ganja fuke hi talap lagakar bethe hai unko bhulne ki