Ek ritu aati hai barsat ki jab barsati hai Barsat, lekin Zindagi bhi ek ritu hai, jisme barsato ka koi mausam nahi hota. Niradhar, zindagi me barsat hoti hai, kabhi pyar ki, kabhi takrar ki, kabhi khushi ki, kabhi gam ki, kabhi apno ki, kabhi sapno ki, kabhi sur ki to kabhi sargam ki, Is tarah zindagi me barsat hoti rehti hai hoti rehti hai Lekin hum uska anand, humesa nahi lete, bas khushio me hi anandit hote hai, Are Barsat chahe jesi ho, humesa uska anand lo, ye zindagi ki ritu na jane kab khatam ho, Humesa is ritu ka anand lo, 😊😊💐💐 barsat..