har sham ki ek kahani hai, ye rut bhi aani jani hai, bas do pal hi ki to hoti hai jindagi ki ravani, fir Kyu itne saare bandisho me khud ko badhna, chalo utho aur wo sab Karo jo aapko Kabhi Karna tha ya aaj Karna hai dur feko is soach ko ki log kya kahenge, kyoki janab log to kuch kahenge hi unka kaam hi hai kahna ,par ek baar jo laut gayi to n ye fir sham hogi, n ye rut hogi aur n hi fir laut kar aayegi ye ravani 😉 #har sham ki ek kahani hai