Ham sabka khuda Jisko tu nha Mila Hum aaj uski baat karte h .. Jiski dua tune kabool nha ki Unki baat aaj hum karte h Bhuka soya beta Or maa ne guzaari raat h ro ro k Khushi k do pal toh deta khuda Kabhi toh Inka b hota khuda. Tan pe nha kapde h iske khuda Or na sar pe chat h khuda.. Kabhi toh inhe panhaan de tu khuda . Hain toh ye bhi saare tere bachee khuda Kabhi toh iski bhi dua kabool tu kar khuda ✍️ kavita gujre hum sabka khuda