#GoodNight#Shayari#poem#Love#BreakUp nojoto
Meri kahi baate wo aansuna karte hai,
Janab aajkal wo hame chhor,harkisi ki suna karte hai,
Na sawan ka intezar kiya na basant ka,bemausam wo na jane kaise badal jaya karte hai,
Barish ka kya hai,chali aati hai bin bataye,doob hm jaya karte hai khud ko sambhalte sambhalte,
Makaan hota to chhor deti usse,wo ghar hai mera 100 dafa chhor,uske pass hi jate hai