Nojoto: Largest Storytelling Platform

Seher sai accha hai gaon. yaha milta hai chaon. ya

Seher sai accha hai gaon.
yaha milta hai chaon.
yaha milta apnapan.
khilkhilata hai bachpan.
paryavaran sai mitrata.
yaha nahi koi bhed bhao.
sabko apna banao.
na bhagaam bhag bhari jindagi.
sabko ek dooje ki hai padi.
ek dooje keliye ladte.
kadi mehnat wo hai karte.
yaha ki pawan vayu.
badhade hamari ayu.
bimari yaha sai door.
yaha ki nadiya kohinoor.
prithvi ki hoor.
kisan yaha kai vigyanik.
kheti yaha ka vigyan.
seher sai jyada yaha basta hai gyan.
log rakhte dharti ma ka dhyan.
khoj nikalte hur muskil ka samadhaan.
yaha ka tyohaar.
yaha ka vyavhaar.
yaha ka vypaar.
sabkuch hai anootha.
seher ki jindagi hai jhoothi.
seher mai makaari hai.
chehre pe hai chehra.
bandh rakha hai sehra.
kaam badey aur darshan chotey.
hum kaise ek dooje ko loote.
seher ka chaka chaund.
raah sai bhatkaye goomnaam banaye.
seher ki hawa.
mrityu ki dawa.
seher ke log karte kewal bhog.
grashit rahte hai inko sada rog.
parishram sai bhaage nikalna chahe sabse agge.
yaha ka priy khel hai ishq .
iska nhi koi mail.
seher sai accha hai gaon.
seher sai accha hai gaon.
ab tum apna sunao #iitkirdaar
Seher sai accha hai gaon.
yaha milta hai chaon.
yaha milta apnapan.
khilkhilata hai bachpan.
paryavaran sai mitrata.
yaha nahi koi bhed bhao.
sabko apna banao.
na bhagaam bhag bhari jindagi.
sabko ek dooje ki hai padi.
ek dooje keliye ladte.
kadi mehnat wo hai karte.
yaha ki pawan vayu.
badhade hamari ayu.
bimari yaha sai door.
yaha ki nadiya kohinoor.
prithvi ki hoor.
kisan yaha kai vigyanik.
kheti yaha ka vigyan.
seher sai jyada yaha basta hai gyan.
log rakhte dharti ma ka dhyan.
khoj nikalte hur muskil ka samadhaan.
yaha ka tyohaar.
yaha ka vyavhaar.
yaha ka vypaar.
sabkuch hai anootha.
seher ki jindagi hai jhoothi.
seher mai makaari hai.
chehre pe hai chehra.
bandh rakha hai sehra.
kaam badey aur darshan chotey.
hum kaise ek dooje ko loote.
seher ka chaka chaund.
raah sai bhatkaye goomnaam banaye.
seher ki hawa.
mrityu ki dawa.
seher ke log karte kewal bhog.
grashit rahte hai inko sada rog.
parishram sai bhaage nikalna chahe sabse agge.
yaha ka priy khel hai ishq .
iska nhi koi mail.
seher sai accha hai gaon.
seher sai accha hai gaon.
ab tum apna sunao #iitkirdaar