Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ashq zaya ho rahe the... Dekh ke rota na tha.. Jis

Ashq zaya ho rahe the...
Dekh ke rota na tha..
Jis jagha Banta tha Rona main udhar rota na tha..
Sirf teri chup ne mere Gaal gile kar diye..warna main toh kisi ki maut pr bhi rota na tha...
Maine bohat dukh jhela Magar unn aankho ka kya..
Mera dukh ye tha ki mera Humsafar rota na tha...
Maine uske dukh main sath diya hai hamesha....wo mere kandhe par rakh leta tha sar Magar rota na tha....
Pyaar toh pehle bhi tha usse Magar itna nahi...
Pehle main usse chhu toh leta tha Magar rota na tha...

sumitpoonia1901

Sumit Poonia

New Creator