mere askoo se leke meri kaahani ab nhi hogi puraani ,dekhte he kya hoga kismat me lekin ab,..... kismat ko badalne ki he thaani kisi ke sath ki mohtaaj thi ab tk jindgi ab khud ki jindgi me khud hi rang bharni he jindgaani