Nojoto: Largest Storytelling Platform

ek beti ka karz ................................

ek beti ka karz
................................

ek beti hatai huai bhi
ek batai ka kirdar nibhana h..
mujhai apnai papa ka 
karz chukana h..

jindagii ka har rah pr 
mujhai apka saath nibhana h..
bina dunaiya ka parwah keyai
mujhai apna farz nibhana h..

jis tarah bina vhed bhao k..
apnai mujhai iss layak banaya h..
usi tarah mujhai bhi apni emandari se
apni iss jimadarii ko nibhana h..

apkai mehnat ka har ek pasanai ko
mujhai apnao mehnat kai pasanai se bdalna h..
apkai iss abhar ka talai
mujhai jindagii bitana h..

prayaii ho kar bhi mujhai 
apkai iss aishan ko chukana h..
mujhai umar bhar tak
apna kartav nibhana h..

ek beti hotai huai bhi
ek batai ka kirdar nibhana h.
mujhai apnai papa k
karz chukana h. ek beti ka karz....
ek beti ka karz
................................

ek beti hatai huai bhi
ek batai ka kirdar nibhana h..
mujhai apnai papa ka 
karz chukana h..

jindagii ka har rah pr 
mujhai apka saath nibhana h..
bina dunaiya ka parwah keyai
mujhai apna farz nibhana h..

jis tarah bina vhed bhao k..
apnai mujhai iss layak banaya h..
usi tarah mujhai bhi apni emandari se
apni iss jimadarii ko nibhana h..

apkai mehnat ka har ek pasanai ko
mujhai apnao mehnat kai pasanai se bdalna h..
apkai iss abhar ka talai
mujhai jindagii bitana h..

prayaii ho kar bhi mujhai 
apkai iss aishan ko chukana h..
mujhai umar bhar tak
apna kartav nibhana h..

ek beti hotai huai bhi
ek batai ka kirdar nibhana h.
mujhai apnai papa k
karz chukana h. ek beti ka karz....

ek beti ka karz....