Samundar na ho toh, kashti kis kaam ki?.. Mazzak na ho toh, Masti kis kaam ki?.. Doston ke liye qurban hai ye zindagi.... Agar dost na ho toh phir ye zindagi kis kaam ki?.. #Dosti