Nojoto: Largest Storytelling Platform

mera dard... jo tum kabhi samjh naa paye, jeevan

mera dard... jo tum kabhi samjh naa paye,
 jeevan bhar tumhare liye jiya,diya tumko jeevan,
kiya sab tumko apna arpan,
tumko di saanse, tumko diya apna tann..
tumne kya diya.....kaata mujhe ...
jalaya mujhe...
dard diya ,
rahne do ab,
chhod bhi do jid...,main markar bhi tumko jeevan de jaunga..
kar do upkaar apne kal par..
jo main naa raha to tumko jeevan main naa de paunga..... #save tree# please

poojaverma2639

pooja verma

New Creator

#Save tree# please