Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main tujhse kuch kahna chahta hu, Ye vo nhi h jo

Main tujhse kuch kahna chahta hu,  Ye vo nhi h jo ki ek ladka ek ladki se kahna chahta h, Ye to vo h jo ek mitr dusre mitr se kahna chahta h, Haan main tujhse pyaar karta hu, par ye pyaar vo nhi jo ki kuch pana chahta h, ye pyaar to vo h jo ki bus kuch kahna chahta h, mila jo mujhe tujhse vo batlana chahta h, batlakar sab kuch sab sukh dukh apna kyoki main yaha se bah jana chahta hu, yha se bah jana chahta hu.........