Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kore kaagaz pe rang bhar diya hai tune.... Dil me

Kore kaagaz pe rang bhar diya hai tune....
Dil me ek mitha sa armaan jaga diya hai tune....
Mein to bikhare hue panno ki dher thi....
In panno ko samet kar kitaab bana diya hai tune....