unhe to man liya tha maine apna kya wo hme apna man payenge unhe to ajj bhi ham utna hi pyar krte hai kya wo meri is chahat ko samajh payenge unhe to man liya tha maine apna kya wo hme apna man payenge mujhe bhi mohabbat ka asiyana bnana tha lekin kya wo mere asiyane me ayenge unhe to man liya tha maine apna kya wo hme apna man payenge ham ajj bhi unke pyar ke bandhan me bandh jayenge lekin kya wo hamari is masumiyat ko samajh payenge unhe to man liya tha maine apna kya wo hme apna man payenge ham ajj bhi unki yadon me Aahen bharte hai lekin hme kya pta wo Hamari chahat ka majak bnayenge unhe to man liya tha maine apna kya wo hme apna man payenge ham ajj bhi unhe apna bna lete lekin kya wo hme pahle ki trh babu aur sona kah payenge unhe to man liya tha maine apna kya wo hme apna man payenge..... ###my feelings###best for my life ....