Socha ki aaina ban k aaj mein tujhko kuch swaroon. Socha ki aaina ban k aaj mein tujhko kuch swaroon. Aur bhoot dag h mujhme tere daman ko saf rkhne m toh aaj tujhe v kuch aaina dikhau.. Per aaina v kahn sach bata ska.. Jo dkhu daya toh har bar wo baya hi batagya.. Aur bhut khub likha h kisi ne Ki patharon ka nagar h bacha aaina.. jo tut jaye toh jaa bazar le aa Naya aaina.. Aur mohtarma hm to aaina hai hme tutne ki adat h per wajah har ap rahi ye mahaz ek sanjog hai ya sajish... Tu bata aaina... Socha tha ki aaina ban k aaj mein tujhko kuch swaroon.. Har bar tut k tujhko phir se chahu.. Per ye mahfil gawah h ki jab jab tuta h aaina tu nikli h karib se mgr bach-bach k.. Ab tu hi bata tere aur kitne baki h sitam.. Kisk liye har dafa dekhti ho aaina...??? kisliye har dafa dekhti ho aaina..???